Udit Narayan & Lata Mangeshkar Dil To Pagal Hai Lyrics

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Pehli Pehli baar millata hai yahi
Seene mein phir aag lagta hai
Dheere dheere pyar sikhata hai yahi
Hasaata hai yahi, yahi rulata hai

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Saari saari raat jagata hai yahi
Ankhiyon se neend churata hai
Sache jhoothe khwab dikhata hai yahi
Hasaata hai yahi, yahi rulata hai

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Is dil ko baato mein jo aate hai
Wo bhi deewane ho jaate hai
Manzil to rahi dhoondh lete hai
Raste magar kho jaate hai

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Surat se mai na pehchanungi
Naam se bhi na usko jaanungi
Dekhungi kuch na mai sochungi
Dil jo kahega wohi manungi

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Haa yeh pagal hai, haa deewana hai

Dil ka kehna, hum sab maane
Dil na kisi ki maane
Jaan di humne
Jaan gaye sab
Ek wohi na jaane

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Rehne do choro yeh kahaniya
Deewanapan ki sab nishaaniyan
Logo ki saari pareshaaniya
Is dil ki hai yeh meherbaniya

Ho Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

Saari saari raat jagata hai yahi
Ankhiyon se neend churata hai
Dheere dheere pyar sikhata hai yahi
Hasaata hai yahi, yahi rulata hai

Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai

See also:

52
52.2
Big Japan Rise And Fall Of Bill Lyrics
Habib Shopner Cheyeo Modhur Lyrics