Jashn E Bahaara Jodha Akbar Lyrics

Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain

Ooooo hooooo...

Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahen kya hai sitam
Sochte hai ab yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare

Karte to hai saath safar
Faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare

Pass hain phir bhi paas nahi
Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya

Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain

Oooo hoooo..

Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Hum ne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai

Hum jo agar hai gumgee
Woh bhi udhar khush to nahi
Mulakato mein hai jaise ghul si gai tanhai

Milke bhi hum milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hai baharein dil mein khiza

Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain

oooo hoo

Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

translated

Kehne Ko Jashn-e-bahaara Hai
(it Might Seem Like A Wind Full Of Celebration...)
Ishq Yeh Dekh Ke Hairaan Hai
(but Love Itself Is Surprised To See This...)
Kehne Ko Jashn-e-bahaara Hai
Ishq Yeh Dekh Ke Hairaan Hai

Phool Se Khushboo Khafaa Khafaa Hai Gulshan Mein
(the Fragrance Is Upset From The Flower Itself...)
Chhupaa Hai Koi Ranj Fizaa Ki Chilmann Mein
(there Seems To Be Sense Of Sadness In The Gusty Wind...)
Saare Sehme Nazaare Hain
(the Landscapes Look A Scared Lot...)
Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain
(these Moments In Time Are No More Lively...)
Aur Dil Mein Khoyee Khoyee Se Baatien Hain
(and Some Things Kept Well Hidden In The Two Hearts)

Ho...
Kehne Ko Jashn-e-bahaara Hai
Ishq Yeh Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushboo Khafaa Khafaa Hai Gulshan Mein
Chhupaa Hai Koi Ranj Fizaa Ki Chilmann Mein

Kaise Kahen Kya Hai Sitam
(how Shall One Say, What This Pain Is...)
Sochte Hain Ab Yeh Hum
(I Am Forced To Give It A Thought...)
Koi Kaise Kahen Woh Hain Ya Nahin Hamaare
(how Shall I Know Whether She Belongs To Me Yet, O Doesn't...)
Karte To Hain Saath Safar
(even Thought We Tread The Paths Together...)
Faasle Hain, Phir Bhi Magar
(there Seems To Be Distance Between The Both Of Us...)
Jaise Milte Nahin Kisi Dariya Ke Do Kinaare
(as If The Two Ends Of A River May Never Meet...)

Paas Hain Fir Bhi Paas Nahin
(she Is With Me, And Even Then She Isn't...)
Hum Ko Yeh Gham Raas Nahin
(and This Isn't Acceptable To Me...)
Sheeshe Ki Ik Deewar Hai Jaise Darmiyaan
(as If There Is A Wall Of Glass Between Us Two...)
Saare Sehme Nazaare Hain
Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain
Aur Dil Mein Khoyee Khoyee Se Baatien Hain

Ho...
Kehne Ko Jashn-e-bahaara Hai
Ishq Yeh Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushboo Khafaa Khafaa Hai Gulshan Mein
Chhupaa Hai Koi Ranj Fizaa Ki Chilmann Mein

Hum Ne Jo Tha Naghmaa Suna
(the Melodies Which I Had Heard Once...)
Dil Ne Tha Usko Chunaa
(let My Heart Choose It Above All...)
Yeh Daastaan Humein Waqt Ne Kaisi Sunaaye
(but What Lesson Is This Time Teaching Me?...)
Hum Jo Agar Hai Gham-gin
(even As I Am Not Happy...)
Woh Bhi Udhar Khush Toh Nahin
(on The Other Hand, She Isn't Happy Too...)
Milaqaaton Mein Jaise Ghul Si Gayee Tanhaayee
(seems Like Loneliness Overshadows Our Meetings...)
Milke Bhi Hum Milte Nahin
(we Meet, Ye It Isn't A Meeting...)
Khil Ke Bhi Gul Khilte Nahin
(love Blossoms, Though Not In It's Full Glory)
Aankhon Mein Hai Bahaarein, Dil Mein Khizaa
(the Eyes Are Full Of Love, Yet The Heart Isn't...)
Saare Sehme Nazaare Hain
Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain
Aur Dil Mein Khoyee Khoyee Se Baatien Hain

Ho...
Kehne Ko Jashn-e-bahaara Hai
Ishq Yeh Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushboo Khafaa Khafaa Hai Gulshan Mein
Chhupaa Hai Koi Ranj Fizaa Ki Chilmann Mein

See also:

84
84.26
Daniel O'Donnell The Old Photograph Lyrics
In the end Linkink park Lyrics