Koi Mil Gaya In Panchhiyon Lyrics

-MALE--
(In panchhiyon ko dekhkar jaage hai yeh armaan
Dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan) - 2

--CHILD--
Yeh bataao zara hum pankhon bina
Jaayenge kaise door vahan

--MALE--
Kuch bhi ho sakta hai, kuch bhi ho jaayega
Hum itne nahin naadaan
Ho yeh bataao zara hum pankhon bina
Jaayenge kaise door vahan

--CHORUS--
Kuch bhi ho sakta hai, kuch bhi ho jaayega
Hum itne nahin naadaan

--MALE--
Aainaai, eknaai, jovinaai, eknaai
In panchhiyon ko dekhkar jaage hai yeh armaan
Dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan
Dekhte jaao tum aisa bhi ek din
Ek din to zaroor aayega
Humse is duniya mein ek din har koi
Jab haath milaayega

--CHORUS--
Dekhte jaao tum aisa bhi ek din
Ek din to zaroor aayega

--MALE--
Humse is duniya mein ek din har koi
Jab haath milaayega

--FEMALE--
Gale se laga legi tumko khushi
Badal jaayegi ek din zindagi
Yeh kadmon mein jhuk jaayega aasmaan
Tum jaisa koi bhi na hoga yahan
Aainaai, eknaai, jovinaai, eknaai

--ALL--
In panchhiyon ko dekhkar jaage hai yeh armaan

--FEMALE--
Dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan

--MALE--
Chhoo lenge aasmaan

By: NIEL SOLÓRZANO MACHADO
e-mail:theking_3107@hotmail.com

See also:

89
89.96
W Ai no Imi wo Oshiete! (Instrumental) Lyrics
Ill Niño Estoy Perdido Lyrics