A.R. Rahman Jashn-E-Bahaaraa Lyrics

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
phool se khushboo khafaa hai gulshan mein
chhupaa hai koi rani fizaa ki chilmann mein
saare sehne mazaare hain
soye soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein khoyee khoyee se baatien hain

kaise kahen kya hai sitam
sochte hain ab yeh hum
koi kaise kahen woh hain ya nahin hamaare
karten toh hain saath safar
faasle hain, phir bhi magar
jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare
paas hai jo paas nahin
hum ko yeh gham raas nahin
sheeshe ki ik deewar hai jaise darmiyaan

hum ne jo tha naghmaa suna
dil ne toh usko chunaa
yeh daastaan humein waqt ne kaisi sunaaye
hum jo agar hai ghangi
woh bhi udhar khush toh nahin
milaqaatan mein jaise ghul si gayee tanhaayee
milke bhi hum milte nahin
khil ke bhi gul khilte nahin
aankhon mein hai bahaarein
dil mein khizaa

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
phool se khushboo khafaa hai gulshan mein
chhupaa hai koi rani fizaa ki chilmann mein
saare sehne mazaare hain
soye soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein khoyee khoyee se baatien hain

Kehne ko jashn-e-bahaara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai

See also:

94
94.94
Urge, The It's My Turn To Fly Lyrics
falta y resto Murga y candombe Lyrics