Taxi No. 9211 Boombai Nagariya (Living In The City) Lyrics
yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
mujhe tees minute ki journey teen minute mein puri karni hai
saala khud marna hai toh mar na doosre ki kayko waat lagata hai
paisa waat lagata hai...
hum dono dhakkanon ko aaj ke din he paida hona tha
(laakh laakh roz aake bas jaate hai
iss sheher se is dil laga ke phas jaate hai) - 2
sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya - 2
yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
saala khud marna hai toh mar na
(utar jaaye ragon mein jo toh teh nasha hai
iski aadat jo pad gayi toh yeh saza hai) - 2
aise bhar de ke khaali kar de
haa re pal yeh aise jaga hai
thok du kya
laakh laakh roz aake bas jaate hai
is sheher is dil laga ke phas jaate hai
sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya - 5
sala yaha toh footpath bhi housefull hain
See also:
JustSomeLyrics
2
2.57
Trivium To The Rats Lyrics
Emre Altuğ Yani Lyrics