Bollywood Shah Rukh Khan dil to pagal hai Lyrics

Bholi si surat, aankhon mein masti
Un visage innocent, des yeux espiègles
Aye hai, are bholi si surat
Un visage innocent
Aankhon mein masti
des yeux espiègles
Door khadi sharmaaye, Aye hai
Elle se tient au loin timidement

Ek jhalak dikhlaye kabhi
Parfois, elle me laisse l'entrevoir
Kabhi aanchal mein chupjaye
Parfois, elle reste cachée dans son voile
Aye hai, meri nazar se tum dekho to
Si tu regardes avec mes yeux
Yaar nazar woh aaye
Mon ami, tu la verras

Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai
Aye hai

Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chupjaye
Aye hai, meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye

Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai
Aye hai

Ladki nahi hai
Ce n'est pas une fille
Woh jaadu hai
Mais de la magie
Aur kaha kya jaye
Qu'est-ce que je pourrais dire d'autre ?

Raat ko mere khwaab mein aayee
La nuit, elle est venue en rêve
Woh zulfein bikhrayee
Ses cheveux étaient détachés
Aankh khuli to dil chaha Phir neend mujhe aajaye
Mes yeux s'ouvrirent, mon cœur souhaitait alors que je retourne dans mon sommeil

Bin dekhe yeh haal hua
Sans la voir, cela me fait cet effet
Dekhu to kya ho jaaye
Lorsque je la verrai, que va-t-il se passer ?

Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai

Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chupjaye
Aye hai, meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai

Saawan ka pehla baadal
Du premier nuage de la saison des pluies
Uska kaajal banjaaye
Son eyeliner est fait

Mauj uthe saagar mein jaise
Comme une vague sur l'océan
Aise kadam uthaye
Sa démarche ondule

Rab ne jaane kis mitti se
De quel argile Dieu
Uske ang banaye
A fait son corps ?

Chum se aash kahin se
J'espère qu'avec magie
Mere samne wo aajaaye
Elle arrive devant moi

Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai

Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chupjaye
Aye hai, meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye

Meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye

Bholi si surat, aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, Aye hai

See also:

17
17.7
lupita dalesio lupita dalessio - Ni guerra ni paz Lyrics
Mercury Rev Goddess On A Hiway Lyrics